Avle Ka Achar

Copy Icon
Twitter Icon
Avle Ka Achar

Description

Cooking Time

Preparation Time :5 Min

Cook Time : 5 Min

Total Time : 10 Min

Ingredients

Serves : 4
  • 500 gram Avle


  • 250 gram Lal Moti Mirchi


  • 2 bade chammach methi dana


  • 2 bade Chammach​ sof


  • 1 bda chammach jeera


  • 2 bde chammach Rai


  • 2 bde chammach ya Swad anusar lal mirch powder


  • 1 bda chammach ya Swad anusar namak


  • 1 Bada chamach haldi powder


  • 500 gram Sarso ka tel


  • 1chota chammach hing

Directions

  • sabse pahle Aale aur Mirchi ko acche se Dho le
  • Fir able or mirch ko acche se chhote choote tukdo me kat le.
  • able or Mirchi ko ek din dhoop me sukhale
  • dry ho jane ke bad kdahi me Tel ko achhe se Garam kare.
  • au.r usme jeera Tdka ke gas band kar de
  • fir Kdahi Me methi dana. acche se Khushbu Aane Tak bhoon le
  • Usi Me sof, jeera , Dhaneeya Dal Ke Bhoon le.
  • masalon ko thanda Karke mixie ke jar Mein Dale usme hi Rai aur Hing Daal De.
  • Or mota mota Pees le
  • Ek bartan Mein Amla aur Mirchi ko Dale usme hi Sare pise huye masalo Ko dale or namak ,mirch, haldi or hing dal k achhe se mila le.
  • Thunde kiye tel me awle aur Mirchi ko Daal De aur acche Se Mila Le
  • Mila Ke Achar ko Kanch ke dabbe Mein Bhar Ke Band Karke dhoop Mein Rakh De
  • or Achar ko 15 din tak rojana Ek Baar Din Mein hila De
  • Achar taiyar ho jayega